Online Users: 102






Bewafa Sms


Large Collectionf of Bewafa SMS Messages in English, Urdu and Hindi Languages, Also send them to friends with one click.




Page (11 of 32) « First « 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 » Last »

kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Taraste they jo milne ko kabhi, Aaj wo kyon mere saaye se katrate hain. Hum bhi wahi dil bhi wahi, Na jane kyon log badal jate hai….!!!!
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Kash PYAAR ka insurance ho jata Pyaar karne se pahle premium bharwaya jata, Pyaar me wafa mili to thik, Warna bewafao pe jo kharcha hota, Uska claim to mil jata.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Duniya ne diye hume itne gum ke Ek zindagi bhi lagne lagi hai kam Yun toh sauk hai todne ki uski bhon mein dum, Lekin kya kare phir bhi who jalim Kahegi ke bewaafa hai hum.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti, Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai, Pyaar ki seema honi chaiye, Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Bada afsoos hota hai jab aapka zikra hota hai Toh bewafai ka mahool hota hai. Jaanta hun aap bewafa nahi ho magar Dard toh iss dil ko hota hai.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Todte ho aap Hamesha najuk dil hamara. Pata nahi kya hai Kasoor hamara.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Suna hai kisi gair ne ye khabar udai hogi, Ek din meri bhi aapse judai hogi, Badi shaan se rahenge hum apke dil main, Itne dino me kuch to jagah banai hogi!!
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Na pooch meri sabr ki inteha kahan tak hai, Tu karle sitam jahan tak teri takat hai, Wafaa ki umeed jinhe hogi unhe hogi, Humein to dekhna hai tu bewafaa kahan tak hai.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Dil banane wale iss dil ko kaanch ka banaya hota, Isse todne wale ke haath par zakhm toh aaya hota, Jab bhi dekhte who apne haath ko, Na chahkar bhi unhe hamara khayal toh aaya hota.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Zindagi mein mohabbat ka khumar kya hota hai, Dil se dilbar ka milaap kya hota hai, Tum toh bewafa ho tumhe kya pata, Ke pyaar ka haseen ahsaas kya hota hai
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Teri mohabbat pe sakh kar ke Humne aapne aapko kamzor sabit kiya hai. Maaf karde humein iss kahta pe Aakhir teri judai hi iska karan hai.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Hamara toh dard se rishta purana hai, Isiliye aapke har gam ko apna mana hai, Kya kahe uss rab se ki who the bewafa, Humne toh khud ko hi bewafa mana hai.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Pyar wo hame bepana kar gaye, Fir zindagi mein hamko tanha kar gaye. Chahat thi unke ishq mein fanna hone ki, Par woh lout kar aane ko bi mana kar gaye.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna, Ke tere baad koi “ACHA” na lagey, Tujhe karni hai “BEWAFAI” to is ada se kar, Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.
kashif submitted on 02/09/11
Rating: 0/5
Kisi diljale ko koi apna banana kyun chahega, Bekar mein koi apna dil jalana kon chahega, Dikhawa hai yeh mahobaat warna, Pyaar mein mith jana kyun chahega
Page (11 of 32) « First « 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 » Last »



Sumbit Your SMS

User Area

Login







New User Register
Forgotten Password?

Categories


Total SMS= 66381