Online Users: 119






Punjabi Sms


Large Collectionf of Punjabi SMS Messages in English, Urdu and Hindi Languages, Also send them to friends with one click.




Page (1 of 88) 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 » Last »

Talhatalal61 submitted on 04/24/11
Rating: 4.86/5
Teaher: is ko khalis punjabi mein translate karo, \" you r drinking tea alone \" student: Lukh lanat teri shakal te begherata kalyaan e cha pi ryan ain.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 4.86/5
Har khushi mai aap ki baat kartay haiAp salamat rehe ye faryad kartay haiAb ek sms mai kaise bataie keHum ap ko kitna yaad kartay hain.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 4.8/5
Har insan ki alag pehechan hoti haiMagar hamary msg ki alag shan hoti haiHar kisi ko nahi kartey hum msgMagar jis ko kartey hain uss main hamari jaan hoti hai.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 5/5
Durr kahin wadi main rahta hai woh!Har lamha khayal main rahta hai woh!Kaisa hai woh kis haal main hai woh!Dil ka har sawal main rahta hai woh!
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 5/5
Chahane se har baat nahi hoti,Thode se andhere se raat nahi hoti…..Jinhe hum jaan se jyada chahte hai,Unse har roz mulakat nahi hoti…..
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 4.43/5
Jab kabhi mausam mein khushbu bikhar jaeJab kabhi chandni mein raat nikhar jaeJab kabhi bewajha hi dhadkan machal jaeTo samjh lena k HUM NE YAAD KIYA HAI
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 4/5
Mana hum itne sweet nahi hain ki diabeties ho jaye,Nahe itne salty hai ki B.P badh jaye,Nahe itne tasty hai ki maza ajaye,Par itne kadwe bhi nahi ki yaad na aaye.Mana hum itney SWEET nahe hain ki diabeties ho jaye ,Nahe itney SALTY hai ki B.P badh jaye ,Nahe itney TASTY hai ki maza ajaye ,Par itney KADWE bhee nahe ki yaad na aaye.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 4.5/5
Mana hum itney SWEET nahe hain ki diabeties ho jaye ,Nahe itney SALTY hai ki B.P badh jaye ,Nahe itney TASTY hai ki maza ajaye ,Par itney KADWE bhee nahe ki yaad na aaye.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 5/5
Bekaar hai woh log jo apne lover ko miss karte hai,Arey miss karna hai to machcharo ko miss karo,Jo apne jaan per khel kar tumko KISS karte hai.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 5/5
Bhulna hamari aadat nahi,Yaadashat chali jaye to aur baat hai,Aap ki yaad aati hai har sans ke sath,Sans toot jaye to aur baat hai.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 5/5
Dil kahta hain ki pathar pe likhu i miss you,Or wo pathar tumhare ser pe de maru,Taki tum he pata chale ki,Tumhari yaad kitna dard deti hai.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 0/5
Dil ki zubaan wo samaj nahi pate,Hoto se hum kuch kehe nahi pate,Apni bebasi hum kis tarah kahe,Koi hai jiske bina hum reh nahi pate.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 0/5
Khushi se, dil ko aabad karnaAur gham ko dil se azad KarnaHamari bus itni gujarish hai keHame bhi din mein ek bar yaad karna.
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 5/5
Are o friendwa, tohar smswa ka intejar ma hum mubilewa hath me liye 1 ghantae se baitha hun. Tanik idhar bhi dhyan dai diyo our ekad msgwa bhijwai do … Tohara Dost
khanbaba submitted on 04/15/11
Rating: 0/5
Mere sms ko tere inbox may pnaah mil jaye,Jo reply na kare uska mobile fanaa ho jaye.
Page (1 of 88) 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 » Last »



Sumbit Your SMS

User Area

Login







New User Register
Forgotten Password?

Categories


Total SMS= 66381