Online Users: 115






Wise Sms


Large Collectionf of Wise SMS Messages in English, Urdu and Hindi Languages, Also send them to friends with one click.




Page (5 of 89) « First « 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 » Last »

khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
lutf vo ishq main paye hain ki ji janta ha
ranj bhi itne uthaye hain k ji janta ha
jo zamane k sitam hain vo zamana jane
tune dil itne dukhaye hain k ji janta ha.
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
tum bhi khafa ho log bhi beraham hain dosto
ab ho chala yaqin k bure ham hain dosto
kis ko hamare hal se nisbat hai kya karain
ankhain to dushmano ki bhi purnam hain dosto
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 5/5
Guzray dinon kee bhoolee huee baat kee tarhan,
Aankhon main jaagtaa hai koee raat kee tarhan,
Tumsay umeed theek nibhaao gay dostee,
Tum bhee badal gaye Karachi kay haalaat kee tarhan.
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 5/5
Girl 2 Sardar: Tum tou bus apny kaam main lagy rehty ho.
Mayri tou koee parwaa hee nahee hai tumain
Sardar: Pyaar karnay walay kisee kee parwaa nahee krty
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Tayry bina hum jenaa bhool jaty heyn,
Zakhamon ko senaa bhool jaty heyn,
Tu zindagee mein sub say azeez hy hamain,
Tujhsay her baar ye kehna bhool jaaty heyn.
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Hijer kee Talkhee Zeher Banee Hey
Meethee Baatain Bhayjo Naa
Shaam Mein Jeewan Beet Chalaa Hy
Roshan Subhain Bhejo Naa
Khud Ko Daykhay Arsaa Guzraa
Apni Aankhein Bhayjo Naa
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Ummidon ke shama dil me mat jalana,
is jhan sy alag duniya mat basana,
aaj bs mood main tha to SMS kr diya,
pr roj intezar main palkain mat bichana!?
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Kitny Nadan thy k Tofan ko Kinara Smjha,
Kitny Bejan Saharon ko Sahara Smjha,
Kitny kum zarf thay Wo Log jo Sahil pe thy,
Humain Doobta dakha r Nazara Smjha!?
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Teri Taqdeer Se Meri Taqdeer Bana Dey
Mere Hathon Mein Tu Apni Lakeer Bana De
Mein Rahun Na Rahun Tere Paas
Bus Apne Dil Ki Mere Dil Mein Tasweer Bana Dey
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Jub huaa ehsaas kay piyar nahee un ko hum say,
Hum aa chukay thay unkay piyaar kee gehraaee main.
main soch kay chalaa thaa kay wo sahil tak Pohancha dain gay,
nahi pata thaa woa manjdhaar main kehaynge,ye kashtee mayree naheee hey!
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Hain sabhi ko
hum say shikayatein,
Pr humain ksi se
gila nahin
FARAZ...
Yeh usool hum
ne bana liya,
Na mila karo,
Na gila karo..
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
kal sard hawa ka raqs bhi tha,
Kal phool bhi nikhray nikhray the,
Kal un main app ka aqs bhi tha,
kal badal gehray kaale the,
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Ab Koi ACHaa b lagey to IZHaaR naheen krtay.
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
ziyada mazaq mat karo q k logon mein tum se bat karne ki jurrat peda ho jaegi,
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
wo ek shaks jo muje mari okat bata gaya
Page (5 of 89) « First « 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 » Last »



Sumbit Your SMS

User Area

Login







New User Register
Forgotten Password?

Categories


Total SMS= 66381