Online Users: 128






Wise Sms


Large Collectionf of Wise SMS Messages in English, Urdu and Hindi Languages, Also send them to friends with one click.




Page (6 of 89) « First « 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 » Last »

khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
tanha ho kr bhi hota nahi ehsas e tanhai
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Dard Khud Hi Mere Ghava Dene Laga,
Dard Ke Liye Main Na Roya,
Lekin Dard Mujhe Chhukar Khud Rone Laga..
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 5/5
bikhri zindagi ko ab karar chahiye,
naya chehra to humne kharid liya
bus ek muskan udhaar chahiye.
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Wo rafta rafta bhoolta ja raha hai mujhy shahzad
kbi jo kehta tha k tum to
sansson k sath chalte ho...
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Meri nigah-e-kamal ka intikhab ho tum wafaa k pholon main haseen gulab ho tum Log kehty hain doston main wafa nahi hoti.
Logon k sab sawalon ka jawab ho tum
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
jazz menu may kusamdeed, mangani kay leye aik dabye, shaadi kay leye do, talaka kay leye teen aur bewi say nijat kay leye apna gala dabye
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Kitna hai zaalim zamana har ek raaz ko chupana parta hai. Dil me ho ghum magar bhari mehfil me muskurana parta hai.
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
raiza raiza hai mera aks to hairat kya hai MOHSIN
ainaa mera salamat hai to phr toota kya hai...?
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Yeh raasta agar lamba hai tou kia hai
Yeh waqt agar guzar jaaye tou kia hai
Iss sooraj ko tou dhalna hai kabhie
Yeh aaj hi dhal jaaye tou kia hai
Iss tadapti dhoop ki pukar suni
Yeh tez leher mein gharoob ho jaaye tou kia hai
Yeh raasta baraf ki tarah hai thanda
Iss par paer phisil jaaye tou kia hai
Ehsaas dard ko ab hota hai nahin
Dil ko koi kuchal jaaye tou kia hai.
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Musafir to bicharte hain rfaqat kab badlti hai
Mohabbat zinda rehti hai mohabbat kab badlti hai
Tumhi ko chahte hain ham tumhi se pyaar karte hain
Ye hi barson se aadat hai or aadat kab badlti hai
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
koi khafa ho gaya koi juda ho gaya yeh chane wale loogon ko kya ho gaya jis sajde main tume mangna tha afsoos woh sajda he muj se kaza ho gaya
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
wo mairy ankh ka sapna hay agar wo samjhay
wo mairy zaat ka hisa hay agar wo samjhay
phol say khushboo juda nhe hoty jis tarhan
us ka or maira aisa rishta hay agar wo samjhay
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Khizan k mosam mai lutf-e-bahar leta hun;
Gham-e-hayat ko hans k guzar leta hun;
Gulon se rang sitaron se roshni lai kr;
Jamal-e-yar ka naqsha utar leta hun;
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
Dost ne Dil ka haal batana chour diya
Hum ne bhi gehraee main jana chour diya
aap ne sms kerna kya band kiya
Hum ne bhi mobile charge kerna chour diya
khanbaba submitted on 04/27/11
Rating: 0/5
jab jab hume piyas lagti hai,
unke anay ki aas lagti hai,
unki deewangi mein ho gain itne deewane,
k her ladki ki ammi saas lagti hai
Page (6 of 89) « First « 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 » Last »



Sumbit Your SMS

User Area

Login







New User Register
Forgotten Password?

Categories


Total SMS= 66381