Online Users: 113






Urdu SMS Messages


Large Collectionf of Urdu SMS Messages in English, Urdu and Hindi Languages, Also send them to friends with one click.




Page (8 of 222) « First « 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 » Last »

khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Badla na apnay aapko jo they wahi rahey,
Miltay rahey sabi say magar ajnabi rahey !
Duniya na jeet pao to haaro na khud ko tum,
Thodi bahut to zahan mein naarazgi rahey !
Apni tarah sabi ko kisi ki talaash thi,
Hum jiskay bhi qareeb rahey door hi rahey
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Mere pass se You guzar gaay
mera hal tak na pucha
ma yeh k se man jaoo
k woh muj se dur ja k ro
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Itna Taref na karo, Woh too much ho jayega, Itna pyar mauth karo, Woh dukha daye jayega. Usko haath mauth pakarnay dow woh Zindageka suk Churaleyga.
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
1 Faqir Ne Dusre Faqir Se Pucha: TmNe Wo Bridge Wali Jga Q Chorh Di Wahan Tou Khub Kamai Hoti Thi
Pehla Faqeer: Mene Wo Jga Apne Chote Bete Ko Gift Kr Di… ;->
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Excellent mind,khubsurat chehra,mithi aawaz, maasum aankhe,perfectpersonality,khushmizaj andaz,ye to hui meri baat,Or batao app kaisa ho
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
1 khud kush hmla awer ne bomb ka button dbaya pr dhmaka nai hua. khud behosh hogaya,jb hosh aya to hospital me tha,usnay nurse say kaha
Baji,hoorain kahan hai
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 5/5
Yeh din yeh raat yeh lamhay achay say lagtay hain..
Tumhain sochoon to saaray silsilay achay say lagtay hain…
Bohat door tak chalna or phir bhi waheen rehna..
Humain tum say tum hi tak k Da-ayray achay say lagtay hain..
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Tumko Chahne Wale Kam Na Honge
Waqt Ke Sath Magar Ham Na Honge
Apna Pyar Chahe Kisi Ko Bhi Dena
Par Teri Yaad Ke Hakdar Ham Hi Honge
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Na intzaar hai na ikraar hai, na aapse milne ko ab mera dil be-kraar hai,
phir bhi dil se na jaane kyon yeh aawaz aati hai, wo tumhi ho jinki aankon aur
baaton mei ek sachchi dosti ka khumar hai.
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Apko milne ko man kar raha tha,man ko samjhaya to dil tadapane laga,dil ko bhelaya to ankhien ropadi,unhe chup karaya to saansein bol padi I MISS U.
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
segrat pine he to goldleaf piyo khansi nahin hoti
shaddi karni hai to wakil ki beti se karo phansee nahin hoote
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Aisa ***DOST*** Chahiy Jo Hamain Apna Maan Saky
******************
Hamary Har Dukh ko Jaan Saky
***********************
Chal Rahy Ho Taiz Barish Main
**********************
Phir Bi Pani MAin Say Ansoow ko Pehchan Saky
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Ek raat wo mile khwab mein,
hamne pucha kyon thukraya aapne.
Jab dekha to unki aankho mein bhi aansu the,
phir kaise puchte kyon rulaya aapne
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Na vo aa sake na ham ja sake ,dard dil ka kisi ko na suna sake ,yadon ko lekar baithe hain aas me unki ,na Vo bhula sake na ham bhula sake
khanbaba submitted on 04/29/11
Rating: 0/5
Circut: bhai edhar aane ko kia bolne ka
Bhai: come here,
Circut:to bhai udhar jane ko kia bolne ka
Bhai:pehle khud udhar jane k or phir bolne ka “come here”
Page (8 of 222) « First « 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 » Last »



Sumbit Your SMS

User Area

Login







New User Register
Forgotten Password?

Categories


Total SMS= 66381